Tanda naa ne ta naa ne anand mein
Tanda naa ne ta naa ne anand mein
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raaho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Chhoti chhoti kutiya me svarg hai yaha
Aur chhote chhote dil mein
Behta pyar ka yeh jharna
Panchhi jo udna chahe
Toh patta kahe ka
Yeh pyar hi kafi hai gori
Paisa vaisa kya karna
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raaho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Aasmano mein anand
Mitti mein bhi hai anand
Yeh dharti chir ke ugne
Wale ankur mein anand
Dhup ka sardi mein anand
Nadi ka varsha mein anand
Aur varsha mein badle
Bhumi ke rango mein anand
Jivan ka yeh anand
Sau barso ka anand sajani
Duniya mein har dil ki
Dhadkan mein anand anand
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Teri sanso mein rah ke
Dhalti umar ka anand
Tum agle janam mein phir se
Milo toh aur bhi anand
Thandi rato mein tere badan
Ki garmi ka anand
Aur jivan bhar jo tumne
Diya hai jine ka anand
Apnepan mein anand
Rishto mein bhi anand
Chhalke auro ki khatir
Jo aansu hai anand anand
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai
Pyare panchhi baaho mein
Gaati koyal raho mein
Dharti pe yahi toh kushi hai
Apni duniya mein aansu bhi nahi hai.
S. P. Balasubrahmanyam, Sadhana Sargam
Hariharan, Kavita Krishnamurthy
S. P. Balasubrahmanyam, Swarnalatha
Suchitra Krishnamoorthi, Swarnalatha