Main qayamat hoon aji ha
Main mohabbat hu aji ha
Jise log ada kahte hai
Jise log ada kahte hai
Main qayamat hoon aji ha
Main mohabbat hoon
Husn hai naam mera
Mujhko ha sitam kahte hai
Naaz ke mare huye
Meri kasam khate hai
Ishq hai naam mera
Mujhko karm kahte hai
Ha karm kahte hai
Pyar ke mare huye
Meri kasam khate hai
Main wo hasrat hu jise
Main wo hasrat hu jise
Jise log duaa kahte hai,
Jise log duaa kahte hai
Main qayamat hoon aji ha
Main qayamat hoon
Main jise ek jhalak
Apni dikha deti hoon
Ha dikha deti hu
Uski bigadi huyi taqdir
Bana deti hoon
Main jise ek jhalak
Apni dikha deti hoon
Ha dikha deti hu
Usko khamosi ki tasvir
Bana deti hoon
Main wo jalwa hu ha
Main wo jalwa hoon
Jise log saza kahte hai,
Jiselog saza kahte hai
Main mohabbat hu aji ha
Main mohabbat hu
Main jawani hu mujhe
Duniya bala kahti hai
Main tamanna hu mujhe
Duniya dawa kahti hai
Main machal jau to
Gulshan pe nikhar aa jaye
Nikhar aa jaye
Main machal jau to
Sahra mein bahaar aa jaye
Ha bahaar aa jaye
Main wo masti hu jise
Main wo hasti hu jise
Main wo masti hu jise
Log nasha kahte hai
Ha mujhe log wafa kahte hai
Main qayamat hu aji ha
Main mohabbat hoon
Jise log ada kahte hai
Jise log khuda kahte hai
Main qayamat hoon aji ha
Main mohabbat hu aji ha.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Rajkumari Dubey
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Rajkumari Dubey
Rajkumari Dubey
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)