Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Rat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Subah ko jab hum nind se jage
Aankh unhi se char hui
Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Chahe kaho ise
Meri mohabbat
Chahe hasi me uda do
Ye kya hua mujhe
Mujhko khabar nahi
Ho sake tumhi bata do
Chahe kaho ise
Meri mohabbat
Chahe hasi me uda do
Ye kya hua mujhe
Mujhko khabar nahi
Ho sake tumhi bata do
Tumne kadam
To rahka jami par
Sine me kyu jhankar hui
Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Aankho me kajal aur lato
Me kali ghata ka basera
Sawli surat mohni murat
Sawan rut ka sawera
Jab se ye mukhda
Dil me khila hai
Duniya meri guljar hui
Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Yu to hasino ke mahjabino ke
Hote hai roz najare
Par unhe dekh ke
Dekha hai jab tumhe
Tum lage aur bhi pyare
Yu to hasino ke mahjabino ke
Hote hai roz najare
Par unhe dekh ke
Dekha hai jab tumhe
Tum lage aur bhi pyare
Bahi me le lu aisi tamnna
Ek nahi kai bar hui
Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui
Subah ko jab hum nind se jage
Aankh unhi se char hui
Raat kali ek khwab me aayi
Aur gale ka har hui.
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Archana Joglekar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Kishore Kumar