Tere chehre ko mila rang gulabo wala
Tere chehre ko mila rang gulabo wala
Hai nasha teri nigaho mein sarabo wala
Tere chehre ko mila rang gulabo wala
Hai nasha teri nigaho mein sarabo wala
Tere chehre ko mila rang
Dil betab thahar aur zara der thahar
Dil betab thahar aur zara der thahar
Silsila tut hi jayega hizabo wala
Silsila tut hi jayega hizabo wala
Tere chehre ko mila rang gulabo wala
Dil ki har bat ka izhar zaroori to nahin
Dil ki har bat ka izhar zaroori to nahin
Teri nazro ne kiya kam jawabo wala
Teri nazro ne kiya kam jawabo wala
Hai nasha teri nigaho me sarabo wala
Tere chehre ko mila rang
Wahin soorat hain wahin
Soch mein dubi aankhe
Wahin soorat hain wahin
Soch mein dubi aankhe
Hoon bahu tu mera
Mahbub hain khwabo wala
Hoon bahu tu mera
Mahbub hain khwabo wala
Tere chehre ko mila rang gulabo wala
Ek muddat se hain aawara tabiyat apni
Ek muddat se hain aawara tabiyat apni
Dil ka andaz wahi khana kharabo wala
Dil ka andaz wahi khana kharabo wala
Hai nasha teri nigaho mein sarabo wala
Tere chehre ko mila rang
Dil ke har dard ko
Has haske saha hain hamne
Dil ke har dard ko
Has haske saha hain hamne
Hai sabak ye bhi
Mohabbat ki kitabo wala
Hai sabak ye bhi
Mohabbat ki kitabo wala.
Anuradha Paudwal, Bappi Lahiri
Anuradha Paudwal
Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Bappi Lahiri
Anuradha Paudwal, Bappi Lahiri
Anuradha Paudwal, Bappi Lahiri
Asha Bhosle, Shabbir Kumar