Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dusman ye duniya deewani
Mujhe kha jane vali nazaro se taake
Koi lado mere dilbar ko bula ke
Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dusman ye duniya deewani
Mujhe kha jane vali nazaro se taake
Koi lado mere dilbar ko bula ke
Le gaya dilbar mere dil ka nagina
Neend uddayi mera hos bhi chhina
Itne deewane ek hasina
Logo ne mushkil kar diya jina
Dil kahta hai ab duniya se ghabara ke
Koi lado mere dilbar ko bula ke
Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dusman ye duniya deewani
Mujhe kha jane vali nazaro se taake
Koi lado mere dilbar ko bula ke
Aaja aaja dilbar aaja ray
Janeman deewana dil ne tujhko pukara
Dil ka deewana aa gaya
Pagal parwana aa gaya
Janejaha jalim jaha se darna nahi
Darti hu tu kho na jaye kahi
Tu hardam dil ke pass hai
Dil ko tujh par visvas hai
Pura karunga vachan
Janu main janu sajan
Tujhe le jauga doli mein bitha ke
Mujhe le ja le ja
Duniya se bacha ke
Bhut diye hume waqt ne dhokhe
Mushkil se paya hai phir tujhe
Badhte kadam ab rukege na roke
Pyar karenge hum deewane hoke
Phir aaj kahe un vado ko dohara ke
Sang jeena marna tujhko gale laga ke
Rain andheri akeli jawani
Jawani ki dusman ye duniya deewani
Mujhe kha jane vali nazaro se taake
Koi lado mere dilbar ko bula ke.
Mahendra Kapoor, Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy