Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Koi jaake unse kehde
Patthar bhi bolte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Koi jaake unse kehde
Koi jaake unse kehde
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Ye zulmo seetam aakhir
Kab tak sahega koi
Berehamo ki basti mein
Kab tak rahega koi
Hain khoon se bhi mahega
Majdoor ka paseena
Paani na samjo is ko
Anmol ye nageena
Anmol ye nageena
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Koi jaake unse kehde
Koi jaake unse kehde
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Seeta ka diya darja
Mariyam kabhi banaya
Naari ko devi banake
Humne kabhi bhulaya
Itani badal gayi ab
Woh sabhyta hamari
Sab kuch lutake suli pe
Latki hai aaj naari
Latki hai aaj naari
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Koi jaake unse kehde
Koi jaake unse kehde
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Iin aag ki lapto mein
Armaan jhal rahein hain
Kehne ko hain zeenda par
Insaan jhal rahein hain
Majhburio ka sauda
Bebas pe taana saahi
Andher hain ye kaisa
Ye kisi hain tabaahi
Ye kisi hain tabaahi
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Koi jaake unse kehde
Koi jaake unse kehde
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Khamosh pattharo se
Aawaz dekho aayi
Zhalim ka jhulm haara aur
Jeeti hain sachai
Yeh bezuban log bhi
Jhubaan kholte hain
Zhulmo se jaakar keh do ke
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain
Patthar bhi bolte hain.
Asha Bhosle
Meena Patki, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Vinod Rathod