Ram ha ram ha ram
Naina mere bhar bhar aaye
Nishdin neer bahaye ram bina
Pran rahenge kaise tan mein
Aag lagi hai is jeevan mein
Pran rahenge kaise tan mein
Aag lagi hai is jeevan mein
Man ko na yakin aaye
Kaun ise samjhaye
Kaun ise samjhaye ram bina
Naina mere bhar bhar aaye
Nishdin neer bahaye ram bina
Beet chuke hai hasne ke din
Sune ho gaye jeevan ke chhin
Beet chuke hai hasne ke din
Sune ho gaye jeevan ke chhin
Biraha ki agni sulaye
Man ke sapne murjaye ram bina
Naina mere bhar bhar aaye
Nishdin neer bahaye ram bina
Bhul gayu ram humare
Is dukhiya ke ek sahare
Bhul gayu ram humare
Is dukhiya ke ek sahare
Dukh ke badal ghir aaye
Suna sansar dikhaye ram bina
Naina mere bhar bhar aaye
Nishdin neer bahaye ram bina.
Mohammed Rafi
N/A
N/A
Sona Chatterjee
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi