Rang hai khila khila
Rup hai salona
Rang hai khila khila
Rup hai salona
Aankh mein khumar
Ang nag jaise sona
Jise jalte hai log dekh dekh
Meri rani bakri
Meri rani bakri
Hai lakho mein ek
Rama rani bakri
Hai lakho mein ek
Rang hai khila khila
Rup hai salona
Aankh mein khumar
Ang nag jaise sona
Jise jalte hai
Log dekh dekh
Meri rani bakri
Meri rani bakri
Hai lakho mein ek
Rama pyari bakri
Hai lakho mein ek
Jhumke bareli ke
Dekho kano mein jhume
Kano mein jhume ji
Kano mein jhume
Jhumri talaiya ki
Nathni galo ko chume
Galo ko chume ji
Galo ko chume
Agre ka ghaghra
Motiyo ki mala
Agre ka ghaghra
Motiyo ki mala
Lakhnau ka surma
Ankhiyo mein dala
Sare bakre hue hai dil fek
Meri rani bakri
Meri rani bakri hai
Lakho mein ek
Rama pyari bakri
Hai lakho mein ek
Makhmal ki chadar mein
Apna joban chupaye
Joban chupaye ji
Joban chupaye
Baithi hai sharmili
Dekho nazre jhukaye
Najre jhukaye hai
Najre jhukaye
Sar pe sehra bandh
Ke kitne hai tyar
Sar pe sehra bandh
Ke kitne hai tyar
Aise waise bakro se
Kabhi na kare pyara
Kyonki chal
Chalan ki hai nek
Meri rani bakri
Meri rani bakri hai
Lakho mein ek
Rama pyari bakri hai
Lakho mein ek
Nagan si chalti hai
Jab ye bajti hai payal
Bajti hai payal ji
Bajti hai payal
Dekhe nazar bharke jo
Bhi hota hai ghayal
Hota hai ghayal
Hota hai ghayal
Ek hai anar or
Saikdo hai bimar
Ek hai anar or
Saikdo hai bimar
Darti hoon koi le na
Jaye isko abki bar
Iske hai chor anek
Meri rani bakri
Meri rani bakri
Hai lakho mein ek
Rama pyari bakri
Hai lakho mein ek.
Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar
Alka Yagnik, Mahendra Kapoor
Alka Yagnik, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Alka Yagnik, Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar