Rang rangeela mausam aaya
Khushiyon ke phool bichhao re
Holi diwali aaj mana lo
Jhoom jhoom ke gaao re
Nachenge aaj aise
Mor jangal mein jaise
Dhoom machao saathio
Ola ola ola re ola ola ola re
Ola ola ola re ola ola ola re
Rang rangeela mausam aaya
Khushiyon ke phool bichhao re
Holi diwali aaj mana lo
Jhoom jhoom ke gaao re
Sab ke dil mein
Ek naya josh hain
Manva sab ka
Aaj madhosh hain
Chham chham baaje
Meri yeh paayal
Sab ke dil ko kardegi ghayal
O teri paayal jab jab bole
Dharti ka dil dole
Aao sab milke gaaye
Khushi ke deep jhalaye
Aaj karenge hungama
Ola ola ola ola ola oo
Ola ola ola ola ola oo
Rang rangeela mausam aaya
Khushiyon ke phool bichhao re
Holi diwali aaj mana lo
Jhoom jhoom ke gaao re
Kaale patthar se nikali hai
Murti bhagwan ki
Poori hogi aashae
Har ek insaan ki
Chamatkaar ho gaya hain
Aaj mere haath se
Khul gaya naseeba
Mera aaj sabke bhaag se
Sona ugalegi yeh
Dhara ri saara bihaar ye jaane
Sab ka woh rakhwala
Neeli chhatriwala
Koi ghate na ghatna
Oo rang rangeela mausam aaya
Khushiyon ke phool bichhao re
Holi diwali aaj mana lo
Jhoom jhoom ke gaao re.
Suresh Wadkar
Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar