Badi door se main aayi ho
Badi door se main aayi
Tere liye kya kya layi
Badti jaye mahangayi
Aaj ek so kadai
Aaj hoon yaha kal jane kaha
Aaj hoon yaha kal jane kaha
Uthale uthale uthale
Raste ka mal saste
Mein saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein
Ghar mein hoti ho takrar
To leja choli thape dar
Ghar mein hoti ho takrar
To leja choli thape dar
Joru hogi ko bimar to
Jhatpat degi uthke pyar
Hogi aisi wo deewani
Rat dhalte hi suhani
Bas kapde ke hain dam
Baki sab kuch hain inam
Munafa lena hain haram
Raja pakki hain silayi
Uspar resam ki kadhai
Ghar mein hogi charpai
Sasti chadar bhi hain bhai
Dam chahe ghatale uthale uthale
Raste ka mal saste
Mein saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein
Lete jai aji o lala
Maine kholke dil ka tala
Rat ko kuta hain masala
Thoda isme husn bhi dala
Jiski sunte hi kahani
Laut aati hain jawani
Ye hain mirchi or dhania
Milawat kare baniya
Nahi chori na thagai
Nahi chori na thagai
Sabki sochu main bhalayi
Le athanni mere bhai
Hai pasine ki kamai
Phir bhi uthale uthale
Raste ka mal saste
Mein saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein
Raste ka mal saste mein.
Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar
Kavita Krishnamurthy