Tan tan tan tan tan tan tan
Tan tan ghadi mein baj gaye dus
Baj gaye das
Raat huyi ab bate bas bate bas
Neendiya rani aayi mithe sapne layi
Ek do teen char panch chah
So gaye duniya ke sab bache
Ek do teen char panch chah
So gaye duniya ke sab bache
Tan tan ghadi mein baj gaye dus
Baj gaye das
Raat huyi ab bate bas bate bas
Mummy mummy raat ko
Mummy kyu sote hain
Sapne pyare kyu hote hain
Azab wo duniya azab hain nazare
Sapno ka wo desh dulare
Ghoda jisme ghas na khaye
Sher jaha par mas na khaye
Bhalu sham ko bhaj ilaye
Bandar roti dal pakaye
Hathi kitna chhota
Chuha kitna mota
Hathi kitna chhota
Chuha kitna mota
Hathi uski kare sawari
Na jhagda na mara mari
Sher or bakri upar chiti
E khi ghat ka pani peete
Sabke dil mein pyar mohabbat
Koi kisi se kare na nafrat
Haste khelte din aate hai
Rat aati hai so jate hai
Koi na chinta koi na uljhan
Koi na uljhan
Neendiya rani aayi mithe sapne layi
Ek do teen char panch chah
So gaye duniya ke sab bache
Sab bache sab bache
Mummy mummy kitne
Khush hain log waha ke
Kyu ladte hain log yaha ke
Lobh maya ke jal mein faskar
Manus bana haiwan se badhkar
Sapno ki duniya ke andar
Raja parza ek barabar
Ram ke jaisa raz waha hain
Asli to sawraj yaha
Waha na koi jat na pat
Sab samjhe ek duje ki baat
Sabki bhasha e khi bhasha
Ek hi boli pyar ki boli
Ek duje ke sab hamjoli
Tota bole sabki boli
Aao khele aanhk micholi
Bulbul se maina boli
Geet pyar ke sab gate hain
Raat aati hai so jate hain
Koi na chinta koi na uljhan
Koi na uljhan
Neendiya rani aayi mithe sapne layi
Ek do teen char panch chah
So gaye duniya ke sab bache
Sab bache sab bache.
Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Usha Mangeshkar
Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar