Haari hatheli ki lakeere kyun
Deva sari bani hai janzire kyun
Haari hatheli ki lakeere kyun
Deva sari bani hai janzire kyun,
Aankhon ke aage andhera sa hai
Rootha hai mujhse sawera kyun
Kya woh dhanaki satrangi thi
Meri nazar ka bharam,
Daata tera kaisa
Hai rehmo karam
Daata tera kaisa
Hai rehmo karam
Daata tera kaisa
Hai rehmo karam
Daata tera kaisa
Hai rehmo karam
Kabhi jinke karte the nazare
Bani hai un khwaabon ki mazaarein
Kabhi jinke karte the nazare
Bani hai un khwaabon ki mazaarein,
Chura-chura toot kar kyun aashiyana
Hasraton ka huwa re,
Seene mein dard ka dera sa hai
Pighla nahi but tera kyun.
Tuhi bata is toote dil se
Ab nibhaun kya dharam
Data tera kaisa hai rehmo karan loop.
Nakash Aziz, Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
Nakash Aziz, Vishal Dadlani
Nakash Aziz, Vishal Dadlani
Hriday Gattani
Vishal Dadlani