Rishta tera mera sabse hai yala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta yashoda ka jo shyam se hai
Koshalya ka rishta jo ram se hai
Rishta yashoda ka jo shyam se hai
Koshalya ka rishta jo ram se hai
Jo papi maa ka
Jo papi maa ka husen-o-hasan se
Rishta hai nisha ka jo mariyam se
Bandhan ye sare jahan se nirala
Bandhan ye sare jahan se nirala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Maa tune paigambaro ko jana hai
Sansar tere hi dam se bana hai
Maa tune paigambaro ko jana hai
Sansar tere hi dam se bana hai
Tu meri pooja
Tu meri pooja hai mannat hai meri
Tere hi kadmo me jannat hai meri
Tune mujhe apne sanche me dhala
Tune mujhe apne sanche me dhala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Mange murade duaye lootaye
Har saal mera janamdin manaye
Mange murade duaye lootaye
Har saal mera janamdin manaye
Khali kabhi bhi,
Khali kabhi bhi na ho teri gagar
Maa tere andar hai mamta ka sagar
Mamta ke aanchal mein mujhko hai pala
Mamta ke aanchal mein mujhko hai pala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Kurban tujhpe meri har khushi hai
Yeh zindagi kya teri bandagi hai
Kurban tujhpe meri har khushi hai
Yeh zindagi kya teri bandagi hai
Agar chot pahunchi,
Agar chot pahunchi kabhi meri maa ko
Main foonk dunga zamin asmaan ko
Jisko mili maa wo takdir wala
Jisko mili maa wo takdir wala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Rishta tera mera sabse hai yala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala
Tu meri maiya main hu tera lala
Main tera lala.
Kavita Krishnamurthy, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik
Sushma Shrestha (Poornima)
Alka Yagnik