Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Pehchan jis se nahi thi kabhi
Apna bana hain wahi ajnabi
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Tumhe dekhti hi rahu main hamesha
Mere samne yun hi baithe raho tum
Karu dil ki bate main khamoshiyo mein
Aur apne labo se na kuch bhi kaho tum
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Rishta hain kaisa ye nata hain kaisa
Rishta hain kaisa ye nata hain kaisa
Tere tan ki khusaboo bhi lagti hain apni
Ye kaisi lagan hai ye kaisa milan hai
Tere dil ki dhadkan bhi lagti hain apni
Tumhe pake main mehfus hoon aise
Ke jaise kabhi hum zuda hi nahi the
Ye mana ke jismo ke ghar to naye hain
Maga hain purani ye bandhan dilo ka rishta
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain
Rishta yeh kaisa hain nata yeh kaisa hain.
Ashok Khosla, Ghanshyam Vaswani, Jagjit Singh, Junaid Akhtar, Vinod Sehgal
Jagjit Singh
Jagjit Singh