Rup hai rang hai phul sa ang hai
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se
Naach mai geet mai bair ma ipreet mai
Kam nahi or se
Ha kam nahi or se
Rup hai rang hai phul sa ang hai
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se
Mera singar hai tere liye
Mera singar hai tere liye
Baho ka har hai tere liye
Dil tera ja ho mera
Dil tera ja ho mera
Fir bhi na pyar de tere liye
Rup hai rang hai hai na phul sa ang hai
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se
Teri jo sart ho manjur hai
Teri jo sart ho manjur hai
Fir bhi bata hamse kyu dur hai
Tu jala dil jala dil jala or tu jala
Ye to nirala hi dastur hai
Rup hai rang hai hai na phul sa ang hai
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se
Aanhko ka mol bhi teri ada
Aanhko ka mol bhi teri ada
Hotho ka mol de teri saja
Bin mol hi bik jaungi
Bin mol hi bik jaungi
Mujhko jo mil jaye meri wafa
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se
Gaur se dekhiye dekhiye gaur se.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar