Ruk ja o janewali ruk ja
Main to rahi teri manzil ka
Nazro me teri main bura sahi
Aadami bura nahi main dil ka
Aadami bura nahi main dil ka
Dekha hi nahi tujhko
Surat bhi na pahachani
Tu aake chali chham se
Jyu dhup ke bin pani
Dekha hi nahi tujhko
Surat bhi na pahachani
Tu aake chali chham se
Jyu dhup ke bin pani
Ruk ja, ruk ja o janewali ruk ja
Main to rahi teri mazil ka
Nazro me teri main bura sahi
Aadami bura nahi main dil ka
Aadami bura nahi main dil ka
Muddat se mere dil ke
Sapno ki tu rani hai
Ab tak na mile lekin
Pahachan purani hai
Muddat se mere dil ke
Sapno ki tu rani hai
Ab tak na mile lekin
Pahachan purani hai
Ruk ja nazro me teri main bura sahi
Aadami bura nahi main dil ka
Aadami bura nahi main dil ka
Aa pyar ki raho me
Baaho ka sahara le
Duniya jise gaati hai
Uss geet ko dohara le
Aa pyar ki raho me
Baaho ka sahara le
Duniya jise gaati hai
Uss geet ko dohara le
Ruk ja, ruk ja o janewali ruk ja
Main to rahi teri manzil ka
Nazro me teri main bura sahi
Aadami bura nahi main dil ka
Aadami bura nahi main dil ka.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi