Kisi ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai
Kisi ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai
Gila ham kya kare iska
Hasino ki ye aadat hai
Kisi ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai
Jo dil ko churaye usi ko dil chahe
Azab hai fasana dil ka
Jo apna banaye usi ka ban jaye
Ye chalan hai purana dil ka
Chalan hai purana dil ka
Kasam apni ke is dil ki
Badi bholi tabiyat hai
Kisi ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai
Nigahe katilana adaye jalimana
To jaye najrana hi sahi
Kisi pe mar jana
Hai jine ka bahana
Dil apna deewana hi sahi
Haye deewana hi sahi
Mare na dil khushi se yu
Ye katil dil khubsurat hai
Kisi ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai
Najar takraye to sar ko jhukaye
Saram ke bahane se koi
Gazab aur dhaye hasin bana jaye
Badan ko churane se koi
Churane se koi
Ye sarmana ye ghabrana
Ada hai ya kayamat hai
Kisii ka dil chura lena
Badi pyari sararat hai.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi