Rut aaye rut jaye
Rut aaye rut jaye
Duniya rang badlti hai
Duniya rang badlti hai
Takdir na badli jaye
Rut aaye rut jaye
Rut aaye rut jaye
Bhar aaye bhar aaye
Chaman ki har kli
Khil khil ke muskuraye
Bhar aaye bhar aaye
Chaman ki har kli
Khil khil ke muskuraye
Nayi dale kare
Atke nirale ki agdhayi
Magar mere nsibo ki
Kli rhti hai murzayi
Esko kon khilaye
Rut aaye rut jaye
Rut aaye rut jaye
Barkha ki rit aayi jum ke
Rim zim rim zim barse
Barkha ki rit aayi jum ke
Rim zim rim zim barse
Jil mil jil mil pdhe
Fuaare ambar se
Rim zim rim zim barse
Magar pyase neyan mere
Sawan mein bhi tarse
Es pyas ko kon bujaye
Rut aaye rut jaye
Rut aaye rut jaye
Jag mag jag mag aayi diwali
Ghar ghar huaa ujala re
Jag mag jag mag aayi diwali
Jag mag jag mag aayi diwali
Ghar ghar huaa ujala re
Chham chham lashmi aayi
Pahne deep mala re
Ghar ghar huaa ujala re
Magar mere bujhe dil ka
Sansar sda kala re
Es jyot ko kon jgaye
Rut aaye rut jaye
Rut aaye rut jaye.
Chorus
Lata Mangeshkar
Sudha Malhotra
Bela Mukhopadhyay, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Aarti Mukherji, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar