Saathi re gum nahi karna
Jo bhi ho aahe na bharna
Saathi re gum nahi karna
Jo bhi ho aahe na bharna
Pyar hai ek dhara jiska har fir tara
Saathi re gum nahi karna
Jo bhi ho aahe na bharna
Dukh sukh to hai thandi chaya
Ramta jogi bahta pani
Jinpe barkha sokh manata
Rog lagata bahta pani
Hatho me hath le hatho me hath de
Pyar to jiwan dhara
Saathi re gum nahi karna
Tar ghadi ka lamba hai fir
Gahri ka bhi rat kate na
Aaj jo tujhe dhund raha hai
Din aayega leke sawera
Hatho me hath le hatho me hath de
Pyar to jiwan dhara
Saathi re gum nahi karna
Ha ye mana umar hai thodi
Jitni bhi hai mahak bhari hai
Waise bhi tu haske jile
Jiwan tera jo baki hai
Hatho me hath le hatho me hath de
Pyar to jiwan dhara.
Lata Mangeshkar
Usha Mangeshkar