Bheega bheega mosam aya
Barse ghata ghanghor
Bheega bheega mosam aya
Barse ghata ghanghor
Prit ka pahla natkhat sawan
Dekho machaye kaise shor
Bheega bheega mosam aya
Barse ghata ghanghor
Dil jis taran na bhule
Dhadkana mai bhi tujhe yu na bhulu
Mere sanam nahi ye bhi
Kam khyalo me agar tujhko chulu
Sath janam ka sath
Hamara chute na ye dor
Prit ka pahla natkhat sawan
Dekho machaye kaise shor
Bheega bheega mosam
Aya barse ghata ghanghor
Itna mujhe mila tera payar
Man me mere na samaye
Rakhna mujhe chupake
Sada dunia nahi chin paye
Bundo ki sargam nache
Chamcham mere man ka mor
Prit ka pahla natkhat sawan
Dekho machaye kaise shor
Bheega bheega mosam
Aya barse ghata ghanghor
Khud se hi mai darne lagi hu
Dil me wo armaa jage hai
Tute nahi sima kahi
Sagar me tufan uthe hai
Pyar ki halchal jiwan
Chanchal man pe raha na koi jor
Prit ka pahla natkhat sawan
Dekho machaye kaise shor
Bheega bheega mosam aya
Barse ghata ghanghor
Prit ka pahla natkhat sawan
Dekho machaye kaise shor
Bheega bheega mosam aya
Barse ghata ghanghor.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Suresh Wadkar
Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar