Sawan ke mahine me
Ek aag si sine me lagti hai
To pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me
Ek aag si sine me lagti hai
To pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me
Barso jhlakaye maine
Ye sise or ye pyale
Barso jhlakaye maine
Ye sise or ye pyale
Kuch aaj pilade aise
Jo mujhko hi pi le
Har roj to mai hu hi
Dil ko bahka mai pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me
Lambe jiwan se acha
Vo ek pal jo apna ho
Lambe jiwan se acha
Vo ek pal jo apna ho
Us pal ke baad ye duniya
Kya gam hai ager apna ho
Kuch soch ke aisi bate
Ghabara ke mai pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me
Mai khane me aaya hu
Mosam ka issara pa ke
Mai khane me aaya hu
Mosam ka issara pa ke
Dum bhar ke liye baitha hu
Rangi sahara pake
Sathi jo teri zid hai to
Sahrma mai pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me
Ek aag si sine me lagti hai
To pi leta hu
Do char ghadi ji leta hu
Sawan ke mahine me.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi