Jao ji jao dekhe hai bade
Tum jaise chor lutere
Kisi ka war ke hai
Sina ubhar ke lgaye
Hasino ki galiyo ke phere
Jao ji jao
Teri galiya jo pyar se bulaye
Tu hi bol dil wale kyu na aaye
Teri galiya jo pyar se bulaye
Tu hi bol dil wale kyu na aaye
Zara inko sambhal bura kar dega hal
Aahe bharega tu sham swere
Jao ji jao dekhe hai bade
Tum jaise chor lutere
Kisi ka war ke hai
Sina ubhar ke lgaye
Hasino ki galiyo ke phere
Jao ji jao
Mar mar ke mila hai ghar tera
Jao karte ho kyu pichha mera
Haye mar mar ke mila hai ghar tera
Jao karte ho kyu pichha mera
Karo jane ki na bat yahi din yahi rat
Mera pyar lgayega dere
Jao ji jao dekhe hai bade
Tum jaise chor lutere
Kisi ka war ke hai
Sina ubhar ke lgaye
Hasino ki galiyo ke phere
Jao ji jao
Pyar karne me kon si hai chori
Aisi chori se to achhi sina zori
Pyar karne me kon si hai chori
Aisi chori se to achhi sina zori
Kabhi subho kabhi sham tujhe deke salam
Ye kar lenge chor lutere
Jao ji jao dekhe hai bade
Tum jaise chor lutere
Kisi ka war ke hai
Sina ubhar ke lgaye
Hasino ki galiyo ke phere
Jao ji jao.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi