Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Mera mann hai magan
Mujhe ab kya hai gham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Ghair unko bahut behkaate rahey
Apni jhoothi adaayen dikhaate rahey
Ghair unko bahut behkaate rahey
Apni jhoothi adaayen dikhaate rahey
Tod unka
Tod unka bharam ae mere sanam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Chaar din jinki duniya mein preetam rahe
Chaar din jinki duniya mein preetam rahe
Unke laakhon sitam kabhi maine sahey
Unke laakhon sitam kabhi maine sahey
Aaj rote hain
Aaj rote hain woh
Aur hanste hain ham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Kabhi aankhen uthaa ke chalte thhe jo
Aaj nazre jhukaaye yahaan baithe hai woh
Kabhi aankhen uthaa ke chalte thhe jo
Aaj nazre jhukaaye yahaan baithe hai woh
Unke haalat pe
Unke haalat pe
Aataa hai ham ko reham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Shiv Dayal Batish
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Shamshad Begum
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar