Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Rut aaye jaye sunaye, sunaye yahi nagma
Rut aaye jaye sunaye, sunaye yahi nagma
Ab hogi na judai ek pal

Dard tanhayi wala kaise sahe
Sathi jo na ho to koi kaise rahe
O khwabo mein khayalo mein hai
Baaho mein hai
Zindagi wahi jo teri chav mein hai
Kuchh mane na mane na,
Ab mane nahi mane nahi
Dil to tumhe chahe
Tumhe dekhe na dekhe na
Tumhe dekhe nahi, tumhe dekhe nahi
Jiya kyu bagraye
Bol tera kajra tera gajra
Hum hai ek duje ke sahre
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Aayi jo bahare khili dil ki kali
Bhaye hume bhaye bas teri gali
Aisi mahbuba bolo hogi kaha
Tumpe hum lutane aaye dono jahaa
Kabhi tute na tute na,
Kabhi tute nahi tute nahi
Jo nata jud jaye
Kabhi ruthe na ruthe na,
Kabhi ruthe nahi ruthe nahi
Jo man ko lubaye
Bole bale sajana pyara kangana
Tumko ishare se pukare
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Rut aaye jaye sunaye, sunaye yahi nagma
Rut aaye jaye sunaye, sunaye yahi nagma
Ab hogi na judaai ek pal
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare
Sadiyon se hum tumhare kehte hai nazaare.
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Malgudi Subha
Alka Yagnik, Udit Narayan