Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Mujhe roke na koi
Unse milne chali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Hue jab se jawan
Padi uljhan mein jan
Mera ghar se
Nikalna muskil hua
Tikhi najro ke ban
Feke balma jawan
Mera rashte pe chalna
Muskil ho gaya
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Ek din ki hai baat
Ke baharo ki raat
Do jawa dil achanak
Takra gaye
Unke albele nain lut
Kar dil ka chain
Meri nas nas mein
Shole bhadka gaye
Hum ko milte jo
Dekha sari duniya jali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Tauba tauba ye log
Ban gaye ji ka rog
Pyar ke geet fir
Bhi gati hu main
Tujhse wada hai aaja
Nahi kahne mein laaz
Apne saiyan se
Milne jati hu main
Mere ghar se to
Dur nahi unki gali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Mujhe roke na koi
Unse milne chali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali
Saiyyan bele ka phul
Main chameli ki kali.
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Omkar Nath Dhar (Jeevan), Shamshad Begum
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi