Chhayi ghata bago mein maur bole
Chhayi ghata bago mein maur bole
Chhayi ghata bago mein maur bole
Phul khilne ka mausam aa gaya
Laz bhari aankhiyo mein pyar dole
Laz bhari aankhiyo mein pyar dole
Gale milne ka mausam aa gaya
Fiza kuchh bhi kahe lekin
Haye re majburi kis baat ki
Jo tu sang nahi to fir
Bhaye nahi rimjhim barsat ki
Sajna ye bund bhi shole hai shole
Chhayi ghata bago mein maur bole
Phul khilne ka mausam aa gaya
Laz bhari aankhiyo mein pyar dole
Gale milne ka mausam aa gaya
Aji maine kaha bolo
Dar utha dil me wo kisliye
Karib aao jara pyara hai muskil mein
Wo kisliye dil leke bante ho
Tum kitne bhole
Chhayi ghata bago mein maur bole
Phul khilne ka mausam aa gaya
Laz bhari aankhiyo mein pyar dole
Gale milne ka mausam aa gaya
Sun main to chali thahro
Dekh na le koi parwah nahi
Pahle wada karo kaisa
Hum kab milenge kal fir yahi
Tum jaise jutho se kya koi bole
Chhayi ghata bago mein maur bole
Phul khilne ka mausam aa gaya
Laz bhari aankhiyo mein pyar dole
Gale milne ka mausam aa gaya.
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Asha Bhosle
Omkar Nath Dhar (Jeevan), Shamshad Begum
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)