Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Sanam tu chal diya rasta
Jaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batla de humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum se
Jaye ka ujad kya ye sansaar
Zara ye batla de humse
Ellora ajanta kutubminar
Khade hai kya tere dum se
Rahegi woh dilli, rahega ye bombay
Aur kalcutta aji suna
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Ha, sanam tu chal diya rasta
Bhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato ko
Bhul na sakega dil jo mera
Sanam tumhari baato ko
Kabhi kabhi diwano ki tarah
Phiruga uth ke rato ko
Jiya chahe tarse par bistar se
Uthunga main haske, aji suna
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Kya
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina
Ha
Sanam tu chal diya rasta, mere bina
To kya main rah nahi sakta, tere bina.
Harimati Dua
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Dwijen Mukherjee, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Dwijen Mukherjee, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar