Sapney mein chupke se
Sapney mein chupke se
Aaya koi bina kahein chala gaya
Bhigi si raat mein khud bhi jala
Mera badan jala gaya
Main toh soyi thi khoyi khoyi thi
Jaane kab bhula saavan chala gaya
Gore gore chehare pe mere
Haaye re chandan sital sital
Koan se pal malaa gaya
Oo sapney mein chupke se
Aaya koi bina kahein chala gaya
Aankhon hi aankhon mein
Aankhon ki bhasha ko
Woh sikha gaya
Jeene ki chaha ko
Anjaani raaho ko
Woh dikha gaya
Sharm aayi itani
Jis ki koi aar nahin paar nahin
Mann ka kamal khila gaya
Sapney mein chupke se
Aaya koi bina kahein chala gaya
Ho bhigi si raat mein khud bhi jala
Mera badan jala gaya
Baato hi baato mein
Woh mujhe aise kaise bana gaya
Ruthi si pyaar ko pyaar se
Kise aise manaa gaya
Khel woh aisa jismein koi
Jeet nahin haar nahin
Apne shaher bula gaya
Sapney mein chupke se
Aaya koi bina kahein chala gaya
Ho bhigi si raat mein khud bhi jala
Mera badan jala gaya
Main toh soyi thi khoyi khoyi si
Jaane kab bhula saavan chala gaya
Gore gore chehare pe mere
Haaye re chandan sital sital
Koan se pal malaa gaya
Oo sapney mein chupke se
Aaya koi bina kahein chala gaya
Oo sapney mein chupke se
Oo sapney mein chupke se.
Bhupinder Singh, Usha Mangeshkar
Manas Mukherjee
Narendra Chanchal
Lata Mangeshkar