Baste baste basale man
Barso me abad hua
Ek sayyad ki najar lagi to
Pal bhar me barbad hua
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Jane ab ye nek bane ya
Ke badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raho ke khar bane
Jane ab ye nek bane ya
Ke badi ke shikar bane
Apni manjil par pahuche
Ya raho ke khar bane
Kis mod pe masumo se
Mamta ka saya chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiya
Koyla bani na rat bhayi
Dil ke tukde bhi khoye
Mang se lali ruth gayi
Dukh ki agan me jali dukhiya
Koyla bani na rat bhayi
Aachal ka sukh bhi khoya
Kajan naino se rutha
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta
Halat ke is tufa me
Tinke se tinka chuta
Sapno ka gharonda tuta
Sapno ka gharonda tuta.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Bhupinder Singh, Mohammed Rafi, Sapan Chakraborty, Shailendra Singh