Koyi aan bechata hai
Koyi shan bechata hai
Koyi aan bechata hai
Koyi shan bechata hai
Kya kya jahan mein
Tauba insan bechata hai
Main phool bechati hoon
Main phool bechati hoon
Main hoon phoolwali
Main phool bechati hoon
Main phool bechati hoon
Main hoon phoolwali
Ho janabe aali main
Phool bechati hoon
Main phool bechati hoon
Main hoon phoolwali
Main phool bechati hoon
Bhagwan ki ho puja o
Bhagwan ki ho puja
Ya pyar ke ishare
Hote hai iss jahan me
Phul se kam sare
Dukhe ne bandha phulo ka
Sehra dulhan phulo ki mala
Main phool bechati hoon
Main hoon phoolwali
Main phool bechati hoon
Kis kam ki ye bindiya o
Kis kam ki ye bindiya
Kis kam ka ye kajra
Sau singhar pe hain bhari
Jo yeh lagaye sajan ko ye
Bhaye gori ho ya kali
Main phool bechati hoon
Main hoon phoolwali
Main phool bechati hoon
Ek roj ek ladka o
Ek roj ek ladka phul le gaya tha
Jate huye wo apna dil de gaya tha
Socha na samjha kha baithi
Dhokha main thi bholi bhali
Main phool bechati hoon
Koyi aan bechata hai
Koyi shan bechata hai
Kya kya jahan mein
Tauba insan bechata hai
Main phool bechati hoon
Main phool bechati hoon
Main phool bechati hoon.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar