Sari duniya mein dekhe hai
Do anpadh nadan
Ek tum dujhe bhagwan
Ek tum dujhe bhagwan
Sari duniya mein dekhe hai
Do anpadh nadan
Ek tum dujhe bhagwan
Ek tum dujhe bhagwan
Jisne yeh sansar banaya
Bolo kisne use padaya
Jisne yeh sansar banaya
Bolo kisne use padaya
Duniya ko sikhlane wala
Kiske ghar se sikh ke aaya
Is par bhi wo naam ka bhola
Bante sabko ghyan
Bante sabko ghyan
Sari duniya mein dekhe hai
Do anpadh nadan
Ek tum dujhe bhagwan
Ek tum dujhe bhagwan
Kaha padhe yeh chand sitare
Jo dete jag ko ujhiyare
Kaha padhe yeh chand sitare
Jo dete jag ko ujhiyare
Us ghyani se murkh acha
Jo duniya ke kaam sanvara
Paas hai jiske dhan seva ka
Wo sacha dhanwan
Wo sacha dhanwan
Sari duniya mein dekhe hai
Do anpadh nadan
Ek tum dujhe bhagwan
Ek tum dujhe bhagwan
Jo apne bal ko pehchane
Har kisi se kyu wo mane
Jo apne bal ko pehchane
Har kisi se kyu wo mane
Karm ko apne dharam samjhe
Kaun aayega use jhukane
Chhod udhadi kahe yeh dasi
O bhole insaan
O bhole insaan
Do anpadh nadan
Ek tum dujhe bhagwan
Ek tum dujhe bhagwan.
Mohammed Rafi
Mehmood Ali, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle