Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Ye bhi naa jaanu laharaake
Aanchal kis ko bulaaye baar baar
Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki
Gaalon ko chhuye jo daali bahaar
Ki chhuye jo daali bahaar ki
Sochu ye hai ungliya kis ke pyaar ki
Gaalon ko chhuye jo daali bahaar ki
Kaun hain aye hawaa aye bahaar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar
Paani mein chhabi main
Dekhu khadi khadi
Baalon mein sajaa ke
Kaliyaan badi badi
Sajaa ke kaliyaan badi badi
Paani mein chhabi main
Dekhu khadi khadi phir
Banu aap hi bekaraar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar
Waadi mein nishaan
Mere hi paanw ke
Fulon pe hain rang
Meri hi chhaw ke
Hain rang meri hi chhaw
Ke waadi mein nishaan
Mere hi paanw ke phir
Bhi kyon aaye naa aitbaar
Koi nahi hain phir bhi hain mujh
Ko kya jaane kis ka intazaar
Ye bhi naa jaanu laharaake
Aanchal kis ko bulaaye baar baar
Kya jaane kis ka intazaar
Kya jaane kis ka intazaar.
Mehmood Ali, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Mohammed Rafi