Sawan ke badlo ki
Sawan ke badlo ki badlo ki
Niyat badi kharab hai
Barsa hai abke sal jo
Paani nahi sharab hai
Sawan ke badlo ki
Sawan ke badlo ki badlo ki
Niyat badi kharab hai
Apni mohabbato ka
Mausam ye lajavab hai
Sawan ke badlo ki
Niyat badi kharab hai
Hamne kaha nahi par
Duniya ne sun liya
Ho duniya ne sun liya hai
Is dil ne aaj apne to
Dilbar ko chun liya hai
Mai tera intkhwab hoon
Mai tera intkhwab hoon
Intkhwab hu
Tu mera intkhwab hai
Sawan ke badlo ki
Niyat badi kharab hai
Kuch sun rahe the lekin
Madhosh ho gaye ham
Madhosh ho gaye ham
Kuch sun rahe the lekin
Khamosh ho gaye ham
Khamosh ho gaye ham
Duniya ke har sawal ka
Duniya ke har sawal ka
Har sawal ka
Shayad yahi jawab hai
Sawan ke badlo ki
Niyat badi kharab hai
Kaise kisi se jake
Nazre milayenge hum
Kaise kisi se jake
Nazre milayenge hum
Logo se raz dil ka
Kaise chhupayenge ham
Chehare pe sab likha hai
Chehare pe sab likha hai
Sab likha hai
Chehara khuli kitab hai
Sawan ke badlo ki
Niyat badi kharab hai
Niyat badi kharab hai
Barsa hai abke sal jo
Paani nahi sharab hai
Paani nahi sharab hai
Apni mohabbato ka
Mausam ye lajavab hai.
Alka Yagnik, Shabbir Ahmed
Alka Yagnik
Mohammed Aziz
Shobha Joshi