Sawar Gayi - Dil Hi Dil Mein lyrics | Dil Hi Dil Mein - Sawar Gayi lyrics

Sawar Gayi is a hindi song from the 2000 movie Dil Hi Dil Mein. Sawar Gayi singers are Srinivas, Udit Narayan. Sawar Gayi composer is A.R. Rahman and Sawar Gayi lyricist or song writer is Mehboob Alam Kotwal. Sawar Gayi music director is A.R. Rahman. Sawar Gayi features Sonali Bendre, Nasser, Kunal Singh, Anupam Kher, Johny Lever, Chinni Jain, Kalpana Iyer. Sawar Gayi director is and the producer is . The audio of Sawar Gayi song was released on 21st April, 2000 by Sony Music. Sawar Gayi YouTube video song can be watched above.


Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi


Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya


Nasibon waala hai
Khushi ye payi hai
Khilein hain phool
Tere sehrey ke


Tujhe mubarak ho dulhan
Ye nayi subhaa jivan ki
Tujhpe chaayein
Na koi andhere


Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayi
Kaisa ye waqt hai aaya duhai
In baahon mein jhulaya
Aur gham se tujhko bachaya
Tu hamko hi dard de jaayegi


Pyaar se bharengey daaman
Le jaayengey tujhe saajan
Tere liye sajayi mehfil
Tu bani hai suhagan
Babul bhi naachengey
Jhoomeingey


Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi
Hayi hayi hayi hayi


Oooooooooo
Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri


Chiragon ke badley
Jalega ye dil abh
Roshan hogi aisi
Shaamein meri


Hawaon ko thandak
Milegi zyaada
Un mein ghulengi
Jab ye aahein meri


Tu agar nazar aayegi
Ye nigahaa jhuk jayegi
Tere saaye ko choomeygi
Aankh yeh bhar aayegi


Par duaein dengi
Tujhko jivan bhar
Khushiyoon ki jivan bhar
Khushiyoon ki


Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi


Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya


Kajal se aankhein
Kiya kajraari
Gajaroon se mehkayi
Zulfein sunhairi
Kajal se aankhein
Kiya kajraari
Gajaroon se mehkayi
Zulfein sunhairi


Sar se paon tak
Gehnon mein sajke
Aaye shamiyaane
Mein dulhan naveli
Meridangdi taal pe bandhe
Haar dulhan ko dulha


Ek akela dil phoolon ko
Barsaa ke deta hai ye dua


Tum sadaa hi jiti
Rehna phoolon mein
Khushiyoon mein
Phoolon mein
Khushiyoon mein


Sawar gayi sawar gayi
Kismat ye sawar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi
Mila dulha aisa
Dulhan nikhar gayi


Sawar gaya sawar gaya
Nasiba ye sawar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya
Mili dulhan aisa
Dulha nikhar gaya


Babul ne goud khilaya
Tu unse bhi sharmayi
Kaisa ye waqt hai aaya duhai
In baahon mein jhulaya
Aur gham se tujhko bachaya
Tu hamko hi dard de jaayegi.



Movie/album: Dil Hi Dil Mein
Singers: Srinivas, Udit Narayan
Song Lyricists: Mehboob Alam Kotwal
Music Composer: A.R. Rahman
Music Director: A.R. Rahman
Music Label: Sony Music
Starring: Sonali Bendre, Nasser, Kunal Singh, Anupam Kher, Johny Lever, Chinni Jain, Kalpana Iyer
Release on: 21st April, 2000
1. Who is the music director of the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song music director is A.R. Rahman
2. Who is/are the singer/singers of the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song singers are Srinivas, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song composer is A.R. Rahman
4. Who is the Lyricist of the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song lyricist is Mehboob Alam Kotwal
5. What is the movie of the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song is from Dil Hi Dil Mein
6. Who wrote the song Sawar Gayi
Ans: Sawar Gayi song is written by Mehboob Alam Kotwal

Find other songs in - Dil Hi Dil Mein

1
Tere Bina Jiya Na Lage

Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)

2
Nath Chehre Pe Saja Le

Mohammed Rafi

3
Jawab Jiska Nahin

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

4
Geet Wafa Ke

Mohammed Rafi, Vijeta Pandit

5
Bheegi Bheegi Wadi Mein

Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)

6
Roja Roja

Hariharan

7
Oh Mariya

Devan Ekambaram, Remo Fernandes

8
Dola Dola

Srinivas, Swarnalatha

9
Chand Aaya Hai

Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

10
Ae Nazneen Suno Na

Abhijeet Bhattacharya