Sher ka husn ho
Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum
Ek dhadkti hui ek dhadkti hui
Shadab kahani ho tum sher ka husn ho
Aankh aisi aankh aisi
Ke kaval tumse nishani mange
Zulf aisi zulf aisi
Ke ghata sharam se pani mange
Jis taraf se bhi jis taraf se bhi
Nazar dale suhani ho tum
Sher ka husn ho
Jism aisa jism aisa ke
Ajanta ka amal yaad aaye
Sangemarmar me dhala
Sangemarmar me dhala
Tajmahal yaad aaye
Pighle pighle pighle pighle huye
Rango ki ravani ho tum
Sher ka husn ho
Dhadkne bunti hai jisko
Wo tarana ho tum
Sach kaho kis ke mukaddar
Ka khazana ho tum
Mujhpe mahir ho
Mujhpe mahir ho ke
Dushman ki diwani ho tum
Sher ka husn ho nagme ki jawani ho tum
Sher ka husn ho sher ka husn ho.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar