Shubh din aaya bahar ka
Ke laga mela ye pyar ka
Machi dhum sare nagar mein
Subh din aaya bahar ka
Machi dhum sare nagar mein
Mili sabko manjil ke ujali hai mahfil
Janab khushi ka diya
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu
Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Man ke hindole me jisko jhulau
Raja kanhaiya mera
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)