Pyar ko madhur madhur
Ikrar to are yeh
Duniya kya jaane ke
Hum to parvane
Bade hi mastane
Tumhare hi deewane
Jhum ke hasi khushi se
Jhum ke mili
Nazar ke pemane
Wafa ke afsane ke
Hum bhi deewane
Tumhare parvane
Tum jo mile to mile hai
Do jaha ke rahe gayi
Duniya jaha thi waha
Tum jo mile to mile hai
Do jaha ke rahe gayi
Duniya jaha thi waha
Humari tumhari amar dastan
Humari tumhari amar dastan
Jhum ke hasi khushi se
Jhum ke mili
Nazar ke pemane
Wafa ke afsane ke
Hum bhi deewane
Tumhare parvane
Chand nahi dekho
Na dekho aasma
Dost hai jo tujh mein
Wo un mein kaha wah wah
Chand nahi dekho
Na dekho aasama
Dost hai jo tujh mein
Wo un mein kaha
Tumhare hi dum se
Nazaare jawan
Tumhare hi dum se
Nazaare jawan
Pyar ko madhur madhur
Ikrar to are yeh
Duniya kya jaane ke
Hum to parvane
Bade hi mastane
Tumhare hi deewane
Lo ab to gira do
Ada si bijliyan
Ke mein to sarmau
Kahega kya sama
Ke ab to gira do
Ada si bijliya
Ke mein to sarmau
Kahega kya sama
Jalegi yeh duniya
Mere maherban
Jalegi yeh duniya
Mere maherban
O jhum ke hasi khushi se
Jhum ke mili
Nazar ke pemane
Wafa ke afsane ke
Hum bhi deewane
Tumhare parvane
Pyar ko madhur madhur
Ikrar to are yeh
Duniya kya jaane ke
Hum to parvane
Bade hi mastane
Tumhare hi deewane.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)