Tamasha Dekho - Sansar lyrics | Sansar - Tamasha Dekho lyrics

Tamasha Dekho is a hindi song from the 1971 movie Sansar. Tamasha Dekho singer is Kishore Kumar. Tamasha Dekho composer is Chitragupta Shrivastava and Tamasha Dekho lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Tamasha Dekho music director is Chitragupta Shrivastava. Tamasha Dekho features Naveen Nischol, Anupama, Nirupa Roy, Meenat, Asit Sen, Abhi Bhattacharya, Jay Shree T. Tamasha Dekho director is and the producer is . The audio of Tamasha Dekho song was released on null by Saregama. Tamasha Dekho YouTube video song can be watched above.


Kari jo hamne
Zara si chori hmm
Mili jail mein chakki
Badi dakaiti kare koi to
Kursi hai pakki
Tamasha dekho
Zamana dekho
Ye duniyaa teri na meri
Mote choron ki
Ye duniyaa teri na meri
Mote choron ki
Tamasha dekho
Ho Zamana dekho
Ho ye duniyaa teri na meri
Mote choron ki hai
He he hai hai brr
Hai hai hai hai hai


Aaj jo saahookaar bane hain
Aaj jo saahookaar bane hain
Kal thhe bhikhaari
Ye daulat saari
Kaha se maari
Kaho ye business hai ya loot
Loot hai ji loot hai ji loot ha
Are seth mahaajan
Aur baniyon ki
Are sheth mahaajan
Aur baniyon ki
Sab lane dori kare hain chori
Munafakhori
Kaho main sach bola ya jhooth
Bolo bhai bolo
Besh bolo chho
Dada thheek bolo chho
To phir Tamasha dekho
Zamana dekho
Ye duniyaa teri na meri
Mote choron ki
Ye duniyaa teri na meri
Mote choron ki


Dig dig dig dig dig
Door bam bammam kuk
Bam bammam kuk
Bam bammam bam
Bamaam kuk kuk
Deen dharm ka
Shor macha kar
Arre deen dharm
Ka shor macha kar
Bantaa jo neta
Jo chakkar deta
Jo voten leta
Jo baktaa roz
Anaap shanaap
Bhaaiyo aur behno


Haan nafrat ki
Jwaala dehka kar
Are nafrat ki
Jwaala dehka kar
Karta jo dhandha
Garaz ka bandaa
Jo khaata chandaa
Kaho kya kam hai uska paap
Bol paape bol
Ye ta choran daa bhi baap
Ye ta thagan daa bhi baap


To tamasha dekho dekho
Zamana dekho dekho
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki
Haay haay he he he he


Ret mile cement se jiske
Ka kahaa bhaai
Haan ret mile cement se jiske
Pul kayi toote
Jo jag ko loote
Banaaye bill jhoothe
Kaho wo paaji hai ya nek
Paaji beimaan gaddaar
Are kaale bhaav
Dawaa jo beche
Akal ka kolhu
Kaale bhaav
Dawaa jo beche
Chhoti se chhoti
So wo bhi khoti
Wo gardan moti
Nahin kya qaatil
Number ek bol wadi bol
Wadi thhik tayo thai


To to to to to to
Tamasha dekho dekho
Zamana dekho dekho
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki
Tamasha dekho
Zamana dekho
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki
Ye duniya teri na meri
Mote choron ki.



Movie/album: Sansar
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Sahir Ludhianvi
Music Composer: Chitragupta Shrivastava
Music Director: Chitragupta Shrivastava
Music Label: Saregama
Starring: Naveen Nischol, Anupama, Nirupa Roy, Meenat, Asit Sen, Abhi Bhattacharya, Jay Shree T
Release on: null
1. Who is the music director of the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song music director is Chitragupta Shrivastava
2. Who is/are the singer/singers of the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song singer is Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song composer is Chitragupta Shrivastava
4. Who is the Lyricist of the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song lyricist is Sahir Ludhianvi
5. What is the movie of the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song is from Sansar
6. Who wrote the song Tamasha Dekho
Ans: Tamasha Dekho song is written by Sahir Ludhianvi

Find other songs in - Sansar

2
Mit Nahi Sakta

Talat Mahmood

3
Maine Gin Gin Baras Bitaye

Lata Mangeshkar

4
Lucknow Chalo

G. M. Durrani, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

5
Khat Khat Gadi Rok Rahi Hai

Lata Mangeshkar

6
Jiya Lahar Lahar

Lata Mangeshkar

7
Amma Roti De

Lata Mangeshkar

8
Ye Sansar

Talat Mahmood

9
Maa Tu Aansoo Ponch Le

Usha Mangeshkar

10
11
12
Haathon Mein Kitaab

Kishore Kumar

13
Ae Bas Tarsana Chhodo

Asha Bhosle, Kishore Kumar

14
Miley Jitni Sharaab Mai

Kishore Kumar

15
Main Aaj Bahut Khush Hoon

Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam, Suresh Wadkar

16
Soja Soja Chup Ho

Anuradha Paudwal

17
Radha Rani Na Jaiyo

Anuradha Paudwal

18
Main Buddha Ho Gaya

S. P. Balasubrahmanyam