Sachai se kahani ka nayi se purani ka
Deewani se jawani ka kya hai wasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Sun basre ki hur tera nahi hai kasur
Hai jawani ka gurur jara bol aahista
Tera jo hai rasta mera wohi rasta
Tera jo hai rasta mera wohi rasta
Hizar me koi deewana na rota
Husn agar dunia me na hota
Mahfil me koi jam na hota
Ye milna har sham na hota
Fiza se bahar ka jit se har ka
Dusmani se pyar ka kya hai wasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Hotho me koi naam na hota
Aankho me paigam na hota
Husn ka koi naam na hota
Ishk agar badnam hota
Naaz bhari nazmi o hasino ki hasi
Kar mujhpe yakin jara bol aahista
Tera jo hai rasta mera wohi rasta
Tera jo hai rasta mera wohi rasta
Sachai se kahani ka nayi se purani ka
Deewani se jawani ka kya hai wasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Tera wo rasta mera wo rasta
Tumhe dil chahiye dildar chahiye
Ikrar chahiye inkar chahiye
Takrar chahiye mera pyar chahiye
Lele mujhe jo mere sarkar chahiye
Mujhe jindagi me aiso bahar chahiye
Ek apna alag sansar chahiye
Mujhe sone or chandi ka ambar chahiye
Mujhe chahiye to tere jaisa har chahiye
Mujhe chahiye to tere jaisa har chahiye
Mujhe chahiye to tere jaisa har chahiye.
Kishore Kumar
Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi