Tere Chehre Se Parda - Muqaddar lyrics | Muqaddar - Tere Chehre Se Parda lyrics

Tere Chehre Se Parda is a hindi song from the 1978 movie Muqaddar. Tere Chehre Se Parda singers are Kishore Kumar, Mohammed Rafi. Tere Chehre Se Parda composer is Rajesh Roshan and Tere Chehre Se Parda lyricist or song writer is Anjaan. Tere Chehre Se Parda music director is Rajesh Roshan. Tere Chehre Se Parda features Shashi Kapoor, Rekha, Amjad Khan, Sanjeev Kumar, Paintal, Aruna Irani. Tere Chehre Se Parda director is and the producer is . The audio of Tere Chehre Se Parda song was released on null by Saregama. Tere Chehre Se Parda YouTube video song can be watched above.


Khub badi rangin mehfil hai
Bada betab har dil hai
Ghata me hai abhi bijli
Abhi parde me kya
Katil hai
Tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai
Teri mehfil teri mehfil
Teri mehfil teri mehfil
Are teri mehfil ki khatir tamasha hai hum
Tamasha hai hum ha tamasha hai hum
Par tujhe ek tamasha dikhana bhi hai
O tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai


Aaj dekhenge hum kya kayamat hai tu
Kya gajab kya kahar hai kaisi aafat hai tu
Are are re jaan leva agar tere andaz hai
Hum darenge nahi hum bhi jaabaz hai
Jaan leva agar tere andaz hai
Hum darenge nahi hum bhi jaabaz hai
Faisla ho faisla ho faisla ho faisla ho
Are faisla aaj ho jaye har bat ka
Har bat ka ha ha har bat ka
Samne tu bhi hai ye zamana bhi hai
O tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai


Tu itna betab na ho dil ko zara tham le
Benazara ho to koi shabar se kya kam le
Khel hi khel me har khel bigad jaye na
Is kaleje me aag ye koi bhadkaye na
Bahut nache bahut nache
Bahut nache
Ha bahut nache tere isharo pe hum
Isharo pe hum isharo pe hum
Nach kar aaj tujhko nachana bhi hai
O tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai


Bala se jaan jati hai to jaye
Are ji ke kya hoga
Tadapkar rat din gam ka
Zahar ye pi ke kya hoga
Aaj tak tadpe hum aaj teri bari hai
Aaj ki shab teri jaan pe bhari hai
Are re dil tera aaj zalim ke panje me hai
Beraham katilo ke shikanje me hai
Dil tera aaj zalim ke panje me hai
Beraham katilo ke shikanje me hai
Dilo par parde
Parde me ye khanjar
Ek mewal  tamasha khud na ban jana
Tamasha dekhne wale
Kuch aaho ko rang to lane de
Bat ban jayegi waqt ko aane de
Are re bat dil ki hai hotho pe kab se ruki
Zulm kab tak sahe ab to had ho chuki
Bat dil ki hai hotho pe kab se ruki
Zulm kab tak sahe ab to had ho chuki
O sitamgar o sitam gar o sitamgar
O sitamgar bade zulm tune kiye
Tune kiye ha ji tune kiye
Aaj zulmo ka badla chukana bhi hai
O tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai
Teri mehfil teri mehfil
Teri mehfil teri mehfil
Are teri mehfil ki khatir tamasha hai hum
Tamasha hai hum tamasha hai hum
Par tujhe ek tamasha dikhana bhi hai
O tere chehre se parda hatana bhi hai
War teri nazar ka bachana bhi hai.



Movie/album: Muqaddar
Singers: Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Rajesh Roshan
Music Director: Rajesh Roshan
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Rekha, Amjad Khan, Sanjeev Kumar, Paintal, Aruna Irani
Release on: null
1. Who is the music director of the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song music director is Rajesh Roshan
2. Who is/are the singer/singers of the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song singers are Kishore Kumar, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song composer is Rajesh Roshan
4. Who is the Lyricist of the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song is from Muqaddar
6. Who wrote the song Tere Chehre Se Parda
Ans: Tere Chehre Se Parda song is written by Anjaan

Find other songs in - Muqaddar

1
Jab Nainon Mein

Nalini Jaywant

2
Ek Do Teen Char

Asha Bhosle, Kishore Kumar

3
Dekh Gagan Mein

Nalini Jaywant

4
Aahen Bhar Bhar Ke

Nalini Jaywant

5
Madhur Pyar

Arun Kumar, Asha Bhosle

6
Suraj Se Aankhe Mila

Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

8
Ho Teri Thumri Sun Sun

Asha Bhosle, Kishore Kumar

9
Ke Ke Chemistry

Gayatri Ganjawala, Parvez, Shankar Mahadevan

10
Chudiya Bajau Ke

Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)

11
Atom Bomb

Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

12
Tataiya Bole Tu Tu Tu

Sadhana Sargam, Vinod Rathod

13
Dil Hai Tera Jaan Hai

Alka Yagnik, Kumar Sanu

14
Chal Kahi Chale Sajna

Bela Sulakhe, Suresh Wadkar