Tere kooche mein
Tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Tere kooche mein
Tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Tera deewana hoon
Inkaar nahi
Kaise kah dun ke
Mujhe pyaar nahi
Tera deewana hoon
Inkaar nahi
Kaise kah dun ke
Mujhe pyaar nahi
Kuchh sharaarat
Teri aankhon ki bhi hai
Main akelaa hi
Gunahagaar nahi
Tune manga to
Tune manga
To diya nazrana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Tu nahi hai to adhura
Saa nazar aataa hun
Aaj apane mein bahut
Teri kami paataa hun
Mujhako aavaaraa samajhate
Hain tere gaanv ke log
Teri sakhiyon mein main
Badnaam huaa jaataa hun
Har zubaan par hai
Har zubaan par
Hai mera afsana
Tera deewana tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha
Muskaraane ki ada bhi qaatil
Sar jhukaane ki ada bhi qaatil
Ishq ki baanhon mein aate aate
Laut jaane ki ada bhi qaatil
Kaise qaatil se
Kaise qaatil se hoon aa yarana
Tera deewana tera deewana
Aaj dil kho baitha
Aaj dil kho baitha.
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar