Teri ankhone mein jaane kya dekha
Main khinchke khinchke chala aaya
Main khinchke khinchke chala aaya
Mujhko bhi laga kuchh aisa
Koi mil gaya apne jaisa
Mujhko bhi laga kuchh aisa
Koi mil gaya apne jaisa
O maine jaane tujh mein kyaa paya
Main bandh ke bandh ke chali aayi
Main bandh ke bandh ke chali aayi
O teri ankhone mein jaane kya dekha
Main khinchke khinchke chala aaya
Tu mera mohan hain
Main teri radha hoon
Tu mera mohan hain
Main teri radha hoon
Tere sang puran hoon
Tere bin aadha hoon
Tere sang puran hoon
Tere bin aadha hoon
Oo ab tak they jo khwaab adhure
Hum milke karenge poore
Ab tak they jo khwaab adhure
Hum milke karenge poore
Oo tune jaadu sa mujh pe kar dala
Main bandh bandh ke chali aayi
Main khinchke khinchke chala aaya
Tera mann ganga ki dhara hain
Tu maajhi tu hi kinaara hain
Bin kiye waadon mein
Anbandhe bandhan mein
Bin kiye waadon mein
Anbandhe bandhan mein
Do mann mil gaye re
Preet ke madhuban mein
Do mann mil gaye re
Preet ke madhuban mein
Oo pal bhar mein kabhi jud jaate
Yun hi jeevan bhar ke naate
Pal bhar mein kabhi jud jaate
Yun hi jeevan bhar ke naate
Tune hole se jaane kyaa bola
Main khinchke khinchke chala aaya
Main khinchke khinchke chala aaya
O mujhko bhi laga kuchh aisa
Koi mil gaya apne jaisa
Mujhko bhi laga kuchh aisa
Koi mil gaya apne jaisa
O maine jaane tujh mein kyaa dekha
Main bandh ke bandh ke chali aayi
Main khinchke khinchke chala aaya
Main bandh ke bandh ke chali aayi
Main khinchke khinchke chala aaya.
Mohammed Aziz
Hemlata (Lata Bhatt)
Kavita Krishnamurthy
Ravindra Jain