Teri diwani nachegi gayegi
Teri diwani nachegi gayegi
Yar bachane ko pyar bachane ko
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Teri diwani nachegi gayegi
Yar bachane ko pyar bachane ko
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Tu humdum hai mera
Tere dam se mera dum hai
Teri jan bachane ko
Mai jo bhi karu kam hai
Tu humdum hai mera
Tere dam se mera dum hai
Teri jan bachane ko
Mai jo bhi karu kam hai
Koi lakh dhare ilzam re
Chahe ho jau badnam re
Tan man kar du haske arpan
Milta ho agar tujhko jiwan
Preet meri aaj to ja pe khel jayegi
Preet meri aaj to ja pe khel jayegi
Yar bachane ko pyar bachane ko
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Hoti hai nag raja
Devo me teri ginti
Kahte hai ki sunta hai
Nirdosh ki tu vinti
Hoti hai nag raja
Devo me teri ginti
Kahte hai ki sunta hai
Nirdosh ki tu vinti
Apna dastur na todna
Papi ko kabhi nahi chodna
Inse bach kar koi jaye kaha
Tujhse bhi hai jahrile insan
Meri duhai aaj rang layegi
Meri duhai aaj rang layegi
Yar bachane ko pyar bachane ko
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Kuch bhi karungi
Mujhe laz nahi aayegi
Shankar ke gale ko har ho tum
Singar na mera chino
Dharti ko sar par thame ho
Aadhar na mera chino
Apni nagin ki tumhe kasam
Nari ka pyar na chino
Saugandh tumhe hai shankar ki
Saugandh tumhe hai shankar ki
Saugandh tumhe hai shankar ki
Sansar na mera chino
Yu jhuth ke bolo
Sach kyu sharminda hai
Hote hue tumhare bolo
Papi kyu jinda hai
Papi kyu jinda hai
Papi kyu jinda hai.
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Sonu Nigam
Shaan, Shreya Ghoshal
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Javed Ali, Vinod Rathod
Keya Datta, Sudesh Bhonsle
Jaspinder Narula, Sonu Nigam, Sudesh Bhonsle