Teri kaafir nigaah kar gayi dil ko tabah
Teri kaafir nigaah kar gayi dil ko tabah
Jab dil ko huyi dil se milne ki chah
O teri kafir nigah
Teri nazar me bhi mera fasana hai
Kar le pyar piya yahi to zamana hai
Teri nazar me bhi mera fasana hai
Kar le pyar piya yahi to zamana hai
Darne se ab kya hasil
Mil jane de dil se dil
Darne se ab kya hasil
Mil jane de dil se dil pyar nahi hai gunah
Teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah
Jab dil ko huyi dil se milne ki chah
Teri kaafir nigaah
Ankhiyo se baskar dil me samaye ho
Pehli bar meri duniya pe chhaye ho
Ankhiyo se baskar dil me samaye ho
Pehli bar meri duniya pe chhaye ho
Tann mein mann mein dole re
Mann ki dhadkan bole re
Tann mein mann mein dole re
Mann ki dhadkan bole re teri pehli nigah
Teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah
Jab dil ko huyi dil se milne ki chah
Teri kaafir nigaah
Chahe to sahib gamo ki rat ho
Chahe kabhi nahi teri meri bat ho
Chahe to sahib gamo ki rat ho
Chahe kabhi nahi teri meri bat ho
Par mere ban jaoge ek din balma aaoge
Par mere ban jaoge ek din balma aaoge
Dil se dil ko hai rah
Teri kafir nigah kar gayi dil ko tabah
Jab dil ko huyi dil se milne ki chah
Teri kaafir nigaah.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle