Jyoti kund gagan se chala dhara or
Chhaya tha jaha paap ka
Andhkar ghanghor
Rishi muni jap tap kar ji ne
Thake pukar pukar
Dust daman ko le gaye wahi
Vishnu avtar
Bandhi gerah me janam liya or
Pal bhar vaha na thahera
Suno pal bhar vaha na thera
Tut gaye sab tale so gaye
Dete the jo pehra
So gaye dedete the jo pehra
Aaya amber se sandesh
Mano vasudev aadesh
Aaya amber se sandesh
Mano vasudev aadesh
Balak le kar jao nand ji ke daware
Ke lila teri tu hi jane
Teri maya ka na paya koi par
Ke lila teri tu hi jane
Barkha pavan chanchala
Kansh saman darave
Kansh saman darave
Aise me sisu ko lekar
Koi bhar kaise jave
Koi bhar kaise jave
Parbhu ka sevak sheshnag
Dekho jage uske bhag
Parbhu ka sevak sheshnag
Dekho jage uske bhag
Ke usne fan pe roka
Barkha ka bhar
Ke lila teri tu hi jane
Teri maya ka na paya koi par
Ke lila teri tu hi jane
Vasudev ji himmat hare
Dekh chadi jamuna ko
Dekh chadi jamuna ko
Chran chume ki abhilalsa
Thi yamuna ko
Tune pag sukumar diye
Pani me utar
Tune pag sukumar diye
Pani me utar
Chhu ke rasta ban gayi
Jamuna ji ki dhar
Ke lila teri tu hi jane
Teri maya ka na paya koi par
Ke lila teri tu hi jane
Nand ke ghar pahuche
Jashoda ko bhagaye se sote paya
Kanya lekar sisu chhoada to
Haye har dil bhar aaya
Haye har dil bhar aaya
Koi hanse chahe roye
Tu jo chahe vahi hoye
Koi hanse chahe roye
Tu jo chahe wahi hoye
Sari baato pe tujhe hai aadhikar
Ke lila teri tu hi jane
Teri maya ka na paya koi par
Ke lila teri tu hi jane
Tu hi jane o shama tu hi jane
Tu hi jane o shama tu hi jane
Sari dunia ke sihri jan haar
Ke lila teri tu hi jane
Teri maya ka na paya koi par
Ke lila teri tu hi jane.
Ramchandra Marathe
Shanta Apte
Parshuram
Ramchandra Marathe
Shanta Apte
Shanta Apte
Parshuram
Parshuram
Shanta Apte
Parshuram, Ramchandra Marathe, Shanta Apte
Shantanu Hudlikar
Ravindra Jain
Hemlata (Lata Bhatt), K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh
Hemlata (Lata Bhatt)
Chandrani Mukherjee