Teri maya ka na paya koi paar
Ke lila teri tuhi jaane
Jamuna jal mein krishn ko pakar
Vishdhar ne pukara
Kahe vishdhar ne pukara
Jam kar yudh hua re dono mein
Naag kalia hara
Hara naag kalia hara
Ho uske fan par kiya nach
Tujh pe aayi nahi aanch
Uske fan par kiya nach
Tujh pe aayi nahi aanch
He usko jamuna jise diya re nikal
Ke lila teri tuhi jaane
Teri maya ka na paya koi paar
Ke lila teri tuhi jaane
Jay jay gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Kans dhvans kar
Mat pita se milan kiya re sukh kari
Kahna tune milan kiya sukh kari
Ho beta pakar maa ko
Mil gayi jag ki sampat sari
Mil gayi jag ki sampat sari
Ho kabhi ram kabhi shyam
Ek roop ka enaam
Kabhi ram kabhi shyam
Ek roop ka enaam
Har yug mein liya re avatar
Ke lila teri tuhi jaane
Teri maya ka na paya koi paar
Ke lila teri tuhi jaane
Tuhi jaane ho shyama tuhi jaane
Tuhi jaane ho shyama tuhi jaane
Ho sari duniya ke shirjan har
Ke lila teri tuhi jaane
Teri maya ka na paya koi paar
Ke lila teri tuhi jaane
Jay jay gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Gopal krishn
Gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Gopal krishn
Jay jay gopal krishn
Gopal krishn.
Ramchandra Marathe
Shanta Apte
Parshuram
Ramchandra Marathe
Shanta Apte
Shanta Apte
Parshuram
Parshuram
Shanta Apte
Parshuram, Ramchandra Marathe, Shanta Apte
Shantanu Hudlikar
Hemlata (Lata Bhatt), K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt), Jaspal Singh
Hemlata (Lata Bhatt)
Chandrani Mukherjee
Ravindra Jain