Teri palkon ke tale
Ye jo deepak hain jhale
Yun hi jalte rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan
Teri palkon ke tale
Ye jo deepak hain jhale
Yun hi jalte rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan
Woh hain kismat wale
Jinka janam din itane log manaye
Aise bhi hain kuch log
Jo is din par ashqo mein nahaye
Yahaan aise bhi hain kuch log
Jo is din par ashqo mein nahaye
Raam kare teri bagiyan mein
Na aaye dukho ki hawaa
Yun hi jalte rahe sadaa
Aye hamari yahin duaan
Teri palkon ke tale
Ye jo deepak hain jhale
Yun hi jalte rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan
Aaye din har saal
Ham nagmo se tera jee behlaaye
Apni duaan ke phool chadhti
Umar par gaa gaake barsaaye
Hum apni duaao ke phool
Chadhti umar par gaa gaake barsaaye
Jeevan ka yeh ghuldastaan
Tujhe har din laage naya
Yunhi khilti rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan
Teri palkon ke tale
Ye jo deepak hain jhale
Yun hi jalte rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan
Teri palkon ke tale oo
Ye jo deepak hain jhale
Yun hi jalte rahe sadaa
Hai hamari yahin duaan.
Sundar
Archana Joglekar, Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Sunidhi Chauhan
Arijit Singh
Sharib Sabri, Sunidhi Chauhan
Arijit Singh