Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Ho aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gayi yaara
Hoon pareshan si main
Ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Ho tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Zinda rehne ke liye
Aisa laga mujhe pehli dafaa
Tanha main ho gaya yaara
Hoon pareshan sa main
Ab ye kehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Ho tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Zinda rehne ke liye
Dhadke aankhon mein dil mera
Jab qareeb aaun tere
Mm dekhoon main jab bhi aaina
Haan tu hi roobaroo rahe mere
Ishq ki mauj mein aa
Aaja behne ke liye
Tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Aa tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Zinda rehne ke liye
Tu zaroori
Maangu na koi aasman
Do sitaron ka jahaan
Banja tu mera humsafar na
Mujhe chahiye koi muqaam
Dil hi kaafi hai tera
Mere rehne ke liye
Tu zaroori sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Ho tu zaroori tu zaroori
Aa hai mujhko sa hai mujhko
Zinda rehne zinda rehne
Tu zaroori tu zaroori
Sa hai mujhko
Zinda rehne ke liye
Tu zaroori.
Sundar
Jaspal Singh
Archana Joglekar, Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Sunidhi Chauhan
Arijit Singh
Arijit Singh