Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Teri payal ki jhankar
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan
Gunguru chamke jab chamĀ cham
Meri sans sans gaye sargam
Jane man mein choth madam madam
Koi aur nahi, koi aur nahi nahi
Hai preet meri mera preetam
Jhum chan jhun cham
Cham chanan chanan
Jab se dekha tera rup hasin
Kuch tere siva ab yaad nahi
O kuch tere siva ab yaad nahi
Teri nazar gayi aise dil chhu
Main dekhu jidar bas tu hi tu
O main dekhu jidar bas tu hi tu
Mud ke dekha meri aur
O mudh ke dekha meri aur
Utha man se aisa shor
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar
Ek chor chor mere man ka chor
Dekhe aise aise dekhe meri or
Uthe man mein shor
Uthe man mein shor jane kaisa shor
Jane ang ang jane kya tarang
Uthe kya umang main to udhiti jau
Mai to udhiti jau phir pawan sang
Badal ke pas kya yahi hai pyar
Tu chale to dharti gagan chale
Tere sath ye sara chaman chale
O tere sath ye sara chaman chale
Tu jhum ke le jab angdayi
Gaati hai tarane tanhayi
O gaati hai tarane tanhayi
Tera dhup chaav sa rup
Tera dhup chaav sa rup
Ghata se jaise chhanti dhup
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar
Chhed gayi aise man ke taar
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Ke hum to lut gaye
Kasam se mit gaye
Ho o teri payal ki jhankar.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Kishore Kumar