Bol meri jaan tu kaun hai pari
Bol kahaan se aayi hai aasmaan se
Dil ka haal batayegi bataungi
Jaadu zara dikhaayegi
Dikhaaungi to bata
Kya kahti shehzaade ki taqdeer
Arre waah waah waah waah waah
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Dil hai tera khoyaa
Ye kaise bure haal mein
Kisi ke kaale baal mein
Kisi ki tedhi chaal mein
Hua hai deewaana
Tu kiske khayaal mein
Phansaa hai kaise jaal mein
Tu pari ke jamaal mein
Toone kaise jaana ke
Mera buraa haal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Dekho to hai kehti
Ye haath ko lakeer
Kya hai meri taqdeer
Kya karoon main tadbeer kya
Aake hi rahegaa shikaar
Tere teer mein
Sone ki zanjeer mein
Ye likhaa taqdeer mein
Dar na tu betaa
Thode dinon ka sawaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Sainaa tum
Tum phir yaha kyun aaye
Apne gunaah ka lagaane
Chale jaao yaha se
Main tumhaari soorat
Bhi dekhna nahin chahti
Aayindaa main khud apni soorat
Chhupaane ki koshish karoonga
Lrekin is waqt khuda ke
Liye mere saath chali chalo
Maine tumhe is pahan
Pahunchaane ka intezaam
Kiya hai is pahan
Sochne ka waqt nahin hai saina
Jaldi karo
Acchaa
Baandhoongaa main sehra
Ghadi wo kab aayegi
Wo meri ban jaayegi
Mujhe mil jaayegi
Jaadoo ka ye surma
Tu aankho se lagaa le
Tu moonchhe bhi mundaa le
Tu daadhi bhi kataa le
Dekh phir kaisa
Fakeeron ka kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Ha ha ha ha ha ha ha
Milegi milegi milegi
Arre zaroor milegi
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Kamaal hai
Hurr ho ho
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Teri taqdeer ka
Sitara kamaal hai
Milega zaroor tujhe
Jiska khayaal hai
Hoy hoy.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mohammed Rafi